Monday 13 July 2015

Golden Islamic Words, Aaj Ki Achi Baat, Achi Baat,

Muhabbat jurm nahi agr ki jaye 
Usool sy 
Muhabbat to Khuda ne bhi ki hai
 apny  Pyare Rasool (S.A.W) sy.

Aqwal-e-Zareen, Aaj Ki Achi Baat, Achi Baat,

Naadaan hoty hain
jo rakhty hain kisi or pe bharosa
Allah ki zaatky siwa koe
kisi ka nahi hota.

Aqwal-e-Zareen, Great Quotes, Golden Islamic Words,

Agr koi choti choti  baton
 par ro parta hai toh woh
Masoom aor naram dil hai...

Golden Islamic Words, Aqwal-e-Zareen, Aaj Ki Achi Baat,

Muhabbat is aik lafz mai insan 
ky Khuda tk pohnchny ka raaz posheedah
hai aor is aik lafz ky andar
 he sari kainat hai_ 


Al Widah Mah e Ramadan, Aaj Ki Achi Baat, Aqwal-e-Zareen

Al Widah Mah e Ramadan
Na rahy ga ye sada kuch he dinon ka mehman hai
Rehmaton sy bhar lo jholiyan ja raha mah e ramadan hai.

Thursday 9 July 2015

Golden Islamic Words, Aqwal-e-Zareen, Famous Quotation,

Lafz kehny walon ka kch nahi jata
Lafz sehny waly kamal krty hain.

Aaj Ki Achi Baat, Achi Baat, Aqwal-e-Zareen, Golden Quotes,

In ki khamoshi sy daro jin ka ap ny
Dil dukhaya hai q ky agr unhon ny kch 
Kaha nahi ya kiya nahi to badly mai Allah 
Zaroor kary ga.

Aaj Ki Achi Baat, Aqwal-e-Zareen, Hazrat Ali (RA) k Aqwal,

Gunah par nidamat gunah mitta deti hai,
Naiki par ghouror naiki ko tabah kr deta hai.
Hazrat Ali (R.A)

Aaj Ki Achi Baat, Achi Baat, Aqwal-e-Zareen, Golden Quotes,

Aor tum par jo musibat aati hai to,
Wo tumhari he hathon ky kiye hoye, 
Kamon sy aati hai aor wo bht sy,
Gunah maaf kar deta hai.

Aaj Ki Achi Baat, Aqwal-e-Zareen, Golden Quotes,

Acha sochiye aor acha boliye Q ky, 
Badgumani aor Badzubani ,
Do aesy aib hain jo insan ky,
Har kamal ko zawal mai badal dety hain.

Wednesday 8 July 2015

Sachi Mohabbat

Sachi Mohabbat

Jis Ko Tum Se Sachi mohabbat Ho Gi 
Wo Tum Ko Fazool Aur Na-jaaiz Kamo Se Rokay Ga.

(Farman Hazarat ALI R.A)

Saturday 4 July 2015

Mukamal Kitab


Fursat agar milay tu parrhna mujhay zaroor 
Main nayaab uljhanonki mukmal kitab hon.



Aaj Ki Achi Baat, Achi Baat, 
Golden Quotes, Golden Islamic Words, 


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...