Saturday, 26 April 2014

Achi Baat, Aaj Ki Achi Baat, Achi Baatein, Sunehri Batain, Golden Words,

 Waqt aur doulat 2 aisi cheezain hay jo insaan k Ikhtiyar main nahi,
Waqt insaan ko majboor aur doulat maghroor bana deti hay.
 
 Sab se achi zindagi wo basar karte hay 
Jo apni zarorat pori karne k liye 
ALLAH k sewa kisi aur par bharoosa nahi karte.

( Behtareen Honer )
 
 Apni zaban ko salam karne ka aadi banalo
Us se dost barrhte hay
Aur doshman kam hotay hay




Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, Great Quotes, 
Heart touching Words, Islamic Wallpapers,

Ghussa kya karta hay?, Ghussa, Aaj ki Achi Baat, Achi Baat, Golden Words,

Ghussa kya karta hay ???

Ghussa hamaisha tanha ata hay, lakin jate howe apne sath
Aqal, Ikhlaq, aur Shakhsiyat ki khubsorati lay jata hay.

Achi baat, Aaj ki achi Baat, Ikhlaq, Apne IKHLAQ Par Fakhar Karna,

Apni shakal par kaisa fakhar karna,
Ye tu ne khud tu nahi banaai,
Na he aapni zaat aur nasab par
fakhar ka, jo tu ne khud ikhtiyaar 
nahi ki, han, tera apne IKHLAQ
par fakhar karna behtar hay k ye
tera apna banaya howa hay.

Dunya ki mohabbat se RAB nahi milta, Mohabbat, Dunya Ki Mohabbat,

Dunya ki mohabbat se RAB nahi milta lakin RAB ki
Mohabbat se dunya aur akhirat dono mil jati hay.

Khamooshi kya hay ? Khamooshi, Golden Words, Aaj ki Achi Baat, Achi Baat,

Khamoshi

Khamoshi kya hay ?
Khamoshi aik zaban hay, jisay har koi apni 
Dang se bolta hay, Khamoshi bolti he nahi chekhti 
bhi hay, Pukar bhi hay, Mehbooba khamoosh rahay
tu narazi, mehboob Khamosh rahay tu bozdeli,
....................

Aqal Aur Khwahish, Behtareen Baat, Aaj Ki Achi Baat, Sunehrin batain, Golden Words,


Aqal Aur Khwahish
Janwaron main khwahish paai jati hay lakin aqal nahi hoti
Farishton main aqal paai jati hay lakin khwahish nahi paai jati

Insaan main dono cheezain mojood hay, Es main aqal bhi hay aur Khwahish bhi,
Agar Insan khahish se aqal ko daba deta hay tu janwaron ki saf main shamil hojata
hay aur agar aqal khwahish ko daba layta hay tu us ka shumar farishton ki saf main kiya jaye ga.
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...