Pages

Wednesday, 30 April 2014

Ghussa k waqt bardasht, Aaj ki Achi Baat, Achi Baat, Aqwal-e-Zareen, Golden Quotes, Great Quotes, Golden Islamic Words,

Ghussa k waqt bardasht ka aik lamha 
Ap ko hazar dafa sharminda hone se bacha sakta hy.

Saturday, 26 April 2014

Achi Baat, Aaj Ki Achi Baat, Achi Baatein, Sunehri Batain, Golden Words,

 Waqt aur doulat 2 aisi cheezain hay jo insaan k Ikhtiyar main nahi,
Waqt insaan ko majboor aur doulat maghroor bana deti hay.
 
 Sab se achi zindagi wo basar karte hay 
Jo apni zarorat pori karne k liye 
ALLAH k sewa kisi aur par bharoosa nahi karte.

( Behtareen Honer )
 
 Apni zaban ko salam karne ka aadi banalo
Us se dost barrhte hay
Aur doshman kam hotay hay




Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, Great Quotes, 
Heart touching Words, Islamic Wallpapers,

Ghussa kya karta hay?, Ghussa, Aaj ki Achi Baat, Achi Baat, Golden Words,

Ghussa kya karta hay ???

Ghussa hamaisha tanha ata hay, lakin jate howe apne sath
Aqal, Ikhlaq, aur Shakhsiyat ki khubsorati lay jata hay.

Achi baat, Aaj ki achi Baat, Ikhlaq, Apne IKHLAQ Par Fakhar Karna,

Apni shakal par kaisa fakhar karna,
Ye tu ne khud tu nahi banaai,
Na he aapni zaat aur nasab par
fakhar ka, jo tu ne khud ikhtiyaar 
nahi ki, han, tera apne IKHLAQ
par fakhar karna behtar hay k ye
tera apna banaya howa hay.

Dunya ki mohabbat se RAB nahi milta, Mohabbat, Dunya Ki Mohabbat,

Dunya ki mohabbat se RAB nahi milta lakin RAB ki
Mohabbat se dunya aur akhirat dono mil jati hay.

Khamooshi kya hay ? Khamooshi, Golden Words, Aaj ki Achi Baat, Achi Baat,

Khamoshi

Khamoshi kya hay ?
Khamoshi aik zaban hay, jisay har koi apni 
Dang se bolta hay, Khamoshi bolti he nahi chekhti 
bhi hay, Pukar bhi hay, Mehbooba khamoosh rahay
tu narazi, mehboob Khamosh rahay tu bozdeli,
....................

Aqal Aur Khwahish, Behtareen Baat, Aaj Ki Achi Baat, Sunehrin batain, Golden Words,


Aqal Aur Khwahish
Janwaron main khwahish paai jati hay lakin aqal nahi hoti
Farishton main aqal paai jati hay lakin khwahish nahi paai jati

Insaan main dono cheezain mojood hay, Es main aqal bhi hay aur Khwahish bhi,
Agar Insan khahish se aqal ko daba deta hay tu janwaron ki saf main shamil hojata
hay aur agar aqal khwahish ko daba layta hay tu us ka shumar farishton ki saf main kiya jaye ga.

Aaj Ki Achi Baat, Achi Bat, Sunehrein Batain, Golden Words,

BURA WAQT
wo shafaaf aaina hai jo boht saaray chehray waziha kar deta hai.
Aur
ACHA WAQT
acha waqt baadlon ki tarha hai jo sooraj ki tapish tak ko rok leta hai.

Thursday, 24 April 2014

Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,

 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak 
HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak 
HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD 
Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak 
HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak Sms, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak 
HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,

Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures, Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,

 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures,
 Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures,
 Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures,
 Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
 Jumaa Mubarak, Jumaa Mubarak HD Wallpapers, Jumaa Mubarak HD Pictures,
 Jumaa Mubarak Images, Islamic Wallpapers, Islamic Pictures,
Day of Juma is a very special day of the weak in Islamic calendar. 
The day of Juma have a very importance in the Islamic History.
JUMAA MUBARAK

Ashfaq Ahmed, Great Quotes, Great Quotes, Heart touching Words, Ashfaq Ahmed Quotes in Urdu, Urdu Quotes,

Lafzon k daant nahi hotay, 
Magar ye kaat layte hay, 
Aur agar ye kaat lay tu
En k zakham kabhi nahi bharte.

(Ashfaq Ahmed)

Ashfaq Ahmed, Great Quotes, Golden Quotes, Quotes of Ashfaq Ahmed,

Asfaq Ahmed Kehte hay

Main ne apni zindagi main chand batein seeki hay

Maa Baap k ilawa koi wafadar nahi
Izat sirf paise ki hay insan ki nahi
Ghareeb ka koi dost nahi
Insan jis shakhs k liye dil se mukhlis ho wohi esko dukh deta hay
Log achi seerat k bajaye achi surat ko tarjeeh dete hay.

Ashfaq Ahmed, Great Quotes, Golden Quotes, Ashfaq Ahmed Quotes,

Ashfaq Ahmed
Hum ALLAH ko aik mante hain magar
Hum ALLAH ki aik nahi mante.

Wednesday, 23 April 2014

Aqwal-e-Zareen, Golden Quotes, Golden Islamic Words,

Ager Jannat main Apni marzi ki Zingai 
Guzarna chahte hon tu es dunya main
apne RAB ki marzi ki zindagi guzaro.

Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, Sunehri Haroof,

Sunehri Haroof,

Apni soch ko pani k qatron se bhi zyada shafap rakhon 
Kyon k jis tara qatron se darya banta hay
Esi tara socho se iman banta hay.

True Love, Sachi Mohabbat, Farman e Hazrat Ali (R.A), Aqwal e Zareen, Golden Quotes

(Sachi Mohabbat)

Jis ko tum se sachi mohabbat hogi wo tum ko 
Fazool aur najaiz kamon se rokay ga.

Aqwal e Zareen, Hazrat Sultan Chashti Bawaji, Aqwal e Hazrat Sultan Chashti Bawaji,

Aurat Zaat 3 cheezon par maan karti hay
Hussan Doulat Jisam

Es k baraks khanadani achi aurat agar maan karti hay 
Tu sirf apne shohar par

(Hazrat Sultan Chashti Bawaji)

Tips of The Life, Aqwal-e-Zareen, Aqwal (Te Golden Qoutes),

Tips of The Life

Pareshani Khamosh hone se kam
Sabar karne se khatam
Aur Shukar karne se Khushi main badal jati hay.

Aqwal (The Golden Qoutes), Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu,


 Gunah par nadamat gunah ko mitta deti hay
Naiki par ghoroor naiki ko tabah kar deta hay
Hazrat Ali (R.Z)


Kamzor hay wo shakhs jo kisi ko dost na bana sake
Aur us se bhi kamzor hay wo shakhs jo bana howa dost kho de.

Tuesday, 22 April 2014

Shaikh Saadi, Shaikh Saadi Quotes, Shaikh Saadi K Hikayat, Golden Islamic Words, Aqwal-e-Zareen,

Shaikh Saadi Se Kisi Ne Pocha
Haal Kaisa Hay ?

Jawab Diya: ALLAH ki naimatin ka ka kar daant toot gaye 
magar zaban  us ki nashukri se baaz nahi aati.

Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu,

 Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, 
Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu,

 Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, 
Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu, 
 
 Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, 
Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu,

 Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words,
Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu, 
 
 Aqwal-e-Zareen, Aqwal-e-Zareen Collection, Golden Islamic Words, 
Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Zareen In Urdu,

Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, Hazrat Ali (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Heart touching Words,

Kya Ap Jante Hay

Akhlaq aik dukan hay aur zaban us ka tala hay
Tala jab khulta hay tu maloom hota hay k dukan sonay ki hay ya koilay ki

Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Hazrat Umar (RA) k Aqwal, Islamic Wallpapers, Golden Quotes,

HAZRAT UMAR (R.A)

Mal e ghanemat ki umeed par kisi ko jaanjoko main mat dalo
Kam bolna hikmat, kam khana sehat aur kam sona ibat hay
Jis se tum ko nafrat ho us se darte raho
Sakhi KHUDA ka dost hay chahay fasiq hon, Bakheel KHUDA ka dushman hay chahy zahid ho
Do namazo ko bila kisi jawaz k jama karna gunah e kabira hay

Aqwal-e-Hazrat Abu Bakr (R.A), Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, Islamic Wallpapers,

Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Golden Quotes, 
Islamic Wallpapers, Aqwal-e-Hazrat Abu Bakr (R.A),

Aqwal-e-Zareen, Aqwal e Hazrat Ali (R.A), Golden Words of Hazrat Ali (R.A), Golden Islamic Words, Golden Quotes, Aqwal-e-Zareen in Urdu,

Aqwal-e-Zareen, Aqwal e Hazrat Ali (R.A), Golden Words of Hazrat Ali (R.A), 
Golden Islamic Words, Golden Quotes, Aqwal-e-Zareen in Urdu,

Aqwal-e-Zareen, Aqwal e Hazrat Umar (R.A), Golden Words of Hazrat Umar (R.A), Golden Islamic Words, Golden Quotes,

HAZRTUMAR (R.A) ne Farmaya
Kam Khanay main sihat hay, Kam bolnay main samajdari
hay aur Kam sona ibadat hay.



Aqwal-e-Zareen, Aqwal e Hazrat Umar (R.A), Golden Words of 
Hazrat Umar (R.A), Golden Islamic Words, Golden Quotes,

Sunday, 20 April 2014

Aqwal-e-Zareen, Hazrat Umar (RA) k Aqwal, Golden Quotes, Golden Islamic Words,

Aqwal-e-Zareen, Hazrat Umar (RA) k Aqwal, Golden Quotes, Golden Islamic Words,

Aqwal-e-Zareen, Golden Islamic Words, Islamic Wallpapers, Sunehri Batin, Sunehre Aqwal,

Hajaj Bin Yousuf ne apne dour k mashahoor tabib se
Fermaish ki k mujhay tib ki kuch achi batin bataow,
 
Tabib ne kaha

1) Gosht sirf jawan janwar ka kaow

2) Jab dopahir ka kana kaow tu torri dair so jaya karo
Aur Sham ka kana ka kar chalo chahe tumhain kantto per chalna parre

3) Jab tak pait ki pehli ghaza hazam na karlo dosra kana na kaow
chahay tumhain 3 din he kyon na lag aye.

4) Phalon k naye mosam main phal kaow
Mousam janay lage tu phal kana chorr do

5) Khana ka kar panipeenay se behtar hay k zehar pee lo
warna khana he na kaow.