Sunday, 29 June 2014

Ramadan Mubarak, Ramadan Karim,

HD Wallpapers, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 
Ramadan Walpapers, 

HD Wallpapers, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 
Ramadan Walpapers, 

HD Wallpapers, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 
Ramadan Walpapers, 

Happy Ramadan 2014, Ramadan Mubarak,

HD Ramadan Wallpapers, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, 
Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 

HD Ramadan Wallpapers, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, 
Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 

HD Ramadan Wallpapers, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, 
Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, 

Happy Ramadan, Happy Ramadan 2014, Ramadan Karim,

Happy Ramadan, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, Ramadan Walpapers, 

Happy Ramadan, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, Ramadan Walpapers, 

Happy Ramadan, Happy Ramadan 2014, Ramadan Images, Ramadan Karim, Ramadan Mubarak, Ramadan Walpapers, 

Aqwal-e-Zareen, Achi Baat,

Kisi ka dil mat dukhao
chahy woh maaf kar bhi dy
par bholy ga nahi_

Aqwal-e-Zareen,

Kisi bhi halat mai apna
hosla mat choro,
kyn ky log giry hoye 
makan ki enten bhi utha kar
ly jaty hain.

Saturday, 28 June 2014

Hazrat Ali (RA) k Aqwal,

Agr dosti tmhari kamzor hai to
tum duniya ky sab sy taqatwar 
insan ho (Hazrat Ali R.A)

Quote of the day, Aqwal-e-Zareen,

Agr apna ghr apny sukon ka
baeis na ba ny to smajh lo tooba
ka waqt a gaya hai_

Achi Baat,

Be sabri sy kabhi 
kamyabi nahi milti.

Aqwal-e-Zareen,

Khush naseeb insan woh hai jo
apny naseeb par khush rahy_

Friday, 27 June 2014

Aqwal-e-Zareen,

Asal taqat bardasht karny mai hai,
intiqam leny mai nahi_

Quote of the day,

Sabar aik sawari hai jo apny sawar ko girny nahi 
deeti aor na kisi ky qadmon mai
 aor na kisi ki nazron sy.

Aqwal-e-Zareen,

Tooba qabol hony ki bari nishani 
ye hai ky is ky bad insan ka
dil gunah sy hat jata hai.

Quote of the day,

Kisi ki ankh tumhari waja sy nam na ho, kyn ky
tumhen us ky har ansoo ka qarz chukana hoga_

Great Quotes, Golden Islamic Words, Aqwal-e-Zareen,

Zindagi badalny mai waqt nahi lagta lekin
waqt badalny mai zindagi lag jati hai_ _ _

Aqwal-e-Zareen,

Insan barhty ja rahy hain aor 
insaniyat khatam hoti ja rahi hai_

Aqwal-e-Zareen,

Insan barhty ja rahy hain aor 
insaniyat khatam hoti ja rahi hai_

Aqwal-e-Zareen,

Logon sy kaha suna, lia dia
maaf kara lo, warna qayamat 
mai bari musibat hogi.

Aqwal-e-Zareen,

"Agr adlo insaf na mily to insan mayos ho jata hai
aor abadiyan fasad sy bhar jati hain"_

Quote of the day,

Jab zameer malamat karna chor dy to
samajh lo, ab insaniyat khatam ho gai!

Aqwal-e-Zareen,

Is choti si duniya mai nafraton sy
bacho 
is liye ky zindagi bht kam hai.

Aqwal-e-Zareen,

Pareshani halat sy nahi 
khayalat sy hoti hai_

Achi Baat, Aqwal-e-Zareen,

Mukhlis ki tareef ye hai ky
woh ap ky sath ap sy ziada
mehrban ho_

Wednesday, 25 June 2014

Aqwal-e-Zareen, Achi Baat,

Zinda rehna chahty ho to logon ky dilon mai ghar bnao_
marta wo hai jisy bhula diya jaye.

Quote of the day,

Logon ky dilon ma apna muqam is
tarah bana lo ky mar jao to tmhary liye
royen aor zinda raho to tm sy milna pasand karen_

Quote of the day,

Bhut andar tak tabahi macha deta hai
woh ansoo jo ankhon sy beh nahi pata_

Quote of the day,

Zindagi main qasam, qadam aor qalam
bhut soch samajh kar uthana chahiye!

Quote of the day,

Koi ktna acha kyn na ho,
buron ki suhbat bura bana deti hai_

Quote of the day,

Muhabat aor dosti khuda ky behtareen tohfay
hain jo ap ko ata kiye gaye hain unhen
khudgharz logon par barbad mat karen_

Achi Baat,

Dar guzar karna seekho kyn ky
tm bhi apny parwardegar sy
yahi umeed rakhty ho.

Achi Baat, Aqwal-e-Zareen,

Acha insan wo hai jo kisi ka dia
hoa dukh to bhula dy mgr kisi 
ki di hoi muhabat kabhi na
 bhulaye_

Golden Islamic Words, Golden Quotes,

Baap sy ezzat aor
maa sy aram milta hai_

Aqwal-e-Zareen,

ALLAH kisi shakhs ko is
 ki taqat sy ziada
takleef nahi deta. 

Achi Baat,

"Apny rizq mai barkat talash
karen, na ky kasrat".

Hazrat Ali (RA) k Aqwal,

Muhabat sb sy kro lekin is sy aor bhi
ziada kro jis ky dil mai tumhary liye tm sy bhi
ziada muhabat hai. (Hazrat Ali R.A)

Shaikh Saadi,

Kisi ko achy amal sy dili khushi dena
hazar sajdy krny sy behtar hai_
Shaikh Saadi, 

Tuesday, 24 June 2014

Aqwal-e-Zareen,

Seekhny waly ky liye rasty hazar
aor 
na seekhny waly ky liye uzur beshumar
agr,magr,lekin, ka anjam
 kash aor hasrat
ky siwa kch bhi nahi_

Aqwal-e-Zareen,

Andheron ko noor deta hai,
zikar us ka dil ko sarwar deta hai_
us ky dar sy jo bhi mango,
wo ALLAH hai zaror deta hai_

Aqwal-e-Zareen,

Behtareen insan amal sy pehchana
jata hai.........
warna achi bat to dewaron par bhi
likhi hoti hain.......

Quote of the day,

Sorat baghair seerat ky aesa phool
jis mai katny ziada hon aor
khusbo bilkul na ho_ 

Aqwal-e-Zareen,

Mai ny khud ye sabaq seekh lia hai
Khuda ky liye jeena, Khida ky liye marny sy kahen ziada mushkil hai.

Aqwal-e-Zareen,

Insan ki sb sy bari kamzori hai haar manna hai_

Hazrat Ali (RA) k Aqwal,

Hazrat Ali (R.A) ny farmaya:
jab tumhari mukhalfat had sy barhny lagy to
samjh lo ALLAH tumhen koi muqam deny wala hai.

Achi Baat,

Dukh jitna bhi jan lewa ho,
neend sy pehly tk hai.

Aqwal-e-Zareen,

Nabi Kareem (S.A.W) ny farmaya
anar ko is ky androni chilky samait khao
kyn ky ye maida ko saaf krta hai.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...